Chor diya aitibar hum ne qismat ki lakiron par
Dost
Jo dil mein bas jain wo qismat mein nahi hotey
——————————————————————–.
Karta nahi hay dil tum say shiqayat
magar.
Kehna yeh chahta hay k tum ‘Tum’ nahi rahy.
Who kahti thi
Kalai na pakra karo kitni bar samjhya hy tumhay
–N—
Baat choriyon ki nahi
Jazbat machal jate hein
Tere melny ki aas rehti hen
dil ki dunya udass rehti hen
yoon to sumandar say dosti he meri
magar ankhon ko tujay dekhney ki pyas rehti hen
aj hamari ankhon neb hi thak har k humse keh diya——!!
Khwab wo dekha karo jo purey hon——!!
Roz roz humse roya nahi jara.
Adhore chand say faryad to karta hoga
Wo mujhe ziyada nahi per yad to karta hoga
Bhole se hi sahi kabhi men yad to ata hon ga
Wo mere bare main kuch irshad to karta hoga
Buhat masruf sahi din br phir b tanhai me kuch pal
Mery liye barbad to karta haga
Kesi nazuk dil fareb gheyarri thi wo rat ki-?
Us nay seenay sy lga rkha tha or pocha,
Sotey kiyon nahi-?
Jo meri ankhon pe marta tha,
Meri baton pe marta tha,
Na jany shaks tha kesa?
Mujy khony sy darta tha,
Wo jab b bat karta tha,
Yehi her bar kehta tha,
Jano